Comma for either/or — dharma, courage. Spelling forgiving — corage finds courage.

    Cover for Diwan-E-Ghalib

    Diwan-E-Ghalib

    Shabnam ba-gul-e-laala na khaali z-adaa hai

    Mirza Ghalib

    transliterator: thothica

    work_id: "74ed4c1c-c3d2-47b4-b350-4539659ce0f9" work_slug: "mirza-ghalib-diwan-e-ghalib-74ed4c" work_title: "Diwan-E-Ghalib" author_name: Mirza Ghalib chapter_number: 182 chapter_title: "Shabnam ba-gul-e-laala na khaali z-adaa hai" chapter_slug: "182-shabnam-ba-gul-e-laala-na-khaali-z-adaa-hai" variant_id: "67132ce7-e251-4625-b940-686e11cd8856" content_type: transliteration layout: verse language: Urdu source_language: Urdu language_direction: ltr script: latin word_count: 121 estimated_read_time: 1

    Shabnam ba-gul-e-laala na khaali z-adaa hai Daagh-e-dil-e-be-dard nazar-gaah-e-haya hai Dil khoon-shuda-e-kashmakash-e-hasrat-e-deedar Aaina ba-dast-e-but-e-bad-mast hina hai Sholay se na hoti hawas-e-shola ne jo ki Jee kis qadar afsurdagi-e-dil pe jala hai Timsaal mein teri hai woh shokhi ke ba-sad-zauq Aaina ba-andaaz-e-gul aaghosh-kusha hai Qumri kaf-e-khaakastar o bulbul qafas-e-rang Ae naala nishaan-e-jigar-e-sokhta kya hai Khoo ne teri afsurda kiya vehshat-e-dil ko Maashooqi o be-hauslagi turfa balaa hai Majboori o daawaa-e-giriftaari-e-ulfat Dast-e-tah-e-sang-aamada paimaan-e-wafaa hai Maaloom hua haal-e-shaheedan-e-guzishta Tegh-e-sitam aaina-e-tasveer-numa hai Ae partav-e-khursheed-e-jahan-taab idhar bhi Saaye ki tarah hum pe ajab waqt pada hai Na-karda gunaahon ki bhi hasrat ki mile daad Ya Rab agar un karda gunaahon ki sazaa hai Begaanagi-e-khalq se be-dil na ho Ghalib Koi nahin tera toh meri jaan Khuda hai