Comma for either/or — dharma, courage. Spelling forgiving — corage finds courage.

    Cover for Bang-E-Dara Part 1

    Bang-E-Dara Part 1

    Ajab waa'iz ki deen-daari hai ya Rabb

    Allama Iqbal

    transliterator: thothica

    work_id: "55b25cac-46ff-446c-bfe7-0ae5b8541ad8" work_slug: "allama-iqbal-bang-e-dara-part-1-55b25c" work_title: "Bang-E-Dara Part 1" author_name: Allama Iqbal chapter_number: 1 chapter_title: "Ajab waa'iz ki deen-daari hai ya Rabb" chapter_slug: "01-ajab-waaiz-ki-deen-daari-hai-ya-rabb" variant_id: "6ae70871-4f3e-4ca7-93f8-ae757fb00828" content_type: transliteration layout: verse language: Urdu source_language: Urdu language_direction: ltr script: latin word_count: 71 estimated_read_time: 1

    Ajab waa'iz ki deen-daari hai ya Rabb

    Ajab Waa'iz ki deen-daari hai ya Rabb Adaawat Hai use saare jahan se Koi Ab tak na yeh samjha ke insaan Kahaan Jaata hai, aata hai kahaan se Waheen Se raat ko zulmat mili hai Chamak Taare ne paayi hai jahan se Hum Apni dard-mandi ka fasaana Suna Karte hain apne raazdaan se Badi Baareek hain waa'iz ki chaalen Laraz Jaata hai aawaaz-e-azaan se